Character certificate Kaise Banaya Jata hai | चरित्र प्रमाण पत्र कैसे बनाएँ
Character certificate (चरित्र प्रमाण पत्र कैसे बनाएँ ) banana huaa bahut hi ji ha jesa ki aap jannt hai Character certificate banane ki liye thane ki na jane kitne bar chakkar lagane parte the. Tb jakar bri muskil se ye banta tha lekin ab aesa nhi hota hai. Internate ke is jamane me sara kam Internate ke jariye hota hai yani digitaly hota hai. mai aapko bata dun ki bahut koi character certificate ko eske hindi name se bhi jante hai jise charaitra praman patra kehte hai , to chaliye ab aapka jyada time na lete huwe aapko eska sara process batata hun ki aap kis parka asani se jan sakte hai ki character certificate kaise banaya jata hai .
To yah bhi online system ho gya hai. character certificate ( charitr praman patr) ji ha jise hindi me charitr praman patr kaha jata hai. yah certificate police station se banta hai. character certificate ka jarurat tb parti hai jab aapka jab fixed hota hai. jobs government ho ya private iski jarurat dono me par sakti hai.
CHARACTER CERTIFICATE DO TARIKE SE BNA SAKTE HAI
1. Offline
TYPE 1. OFFLINE
Me aapko sabse pahle offline Character Certificate kese banaye ye btane ja rha hu, dosto is post ko ant tak dekhe.
CHARACTER CERTIFICATE BANANE KE LIYE IMPORTANT DOCUMENTS
1st Prosses
CHARACTER CERTIFICATE Banane ke liye aap ko sabse pahle ek APPLICATION likhna hogs
To friends APPLICATIONS kese likhna hai ye kese likhe to aap NICHE DEKH SAKTE Hai . Application likhte samay half photo chipkane ke liye space cor de
Sherman Police Adhikshak Karyalay
Distric Name State Name
mujhe …(karan LIKHNA hai)……………ke liye Character certificate ki Awashyakta hai
Atah : Aap se Namr nivedan hai ki mujhe character certificate dene ki kripa kre !
Is Katy ke liye mai aapka sada abhari bna rahunga !
2nd Prosses-
Application ke niche cort apidipit, 1 adhar card Xerox copy lga le phir use police Adhikshak karyalay me application jama karna hai yad rhe jam kiya huaa applycation aapko waha se le kar thana me jama karna hai.
![]() |
Character certificate Kaise Banaya Jata hai -चरित्र प्रमाण पत्र कैसे बनाएँ |
Jharkhand petrol subsidy apply online
3rd Prosses
Police Adhikshak ke karyalay me jama kiya huaa application yadi wahga se pas ho gaya hai to wo application aapko thana me jama karna hai jaha aapka thana parta hai.
iske bad thane wale aapko ek ya do din me aapko thana thana bulayange or aapko aapka character certificate aapko de dega leki ha pahle aapka name list me check karne ke bad hi aapka character dekhane ke bad hi aapka characterr certificate diya jayega !
4th prosses
Ab phir aap apne application ko thane se prapt karke use phir se police adhikshak ke karyalay me jama kar de iske bad aapko two three days ke bad aapko waha se apka character certificate complete ho jata hai tb aap apna character certificate waha se prapt kar sakte h !
TYPE – 2. ONLINE
1st Prosses
Character Certificate online banana bhi bahut hi easy hai aaj ke is computerr ke jamane me sabhi kame computer ke jariye se hota hai. Online character certificate kese banaye to friends me aapko batane ja raha hu.
2nd prosses
Aapko GOOGLE open krke aap jis state se ho waha search karke us web site ko open karrna hai jese mai jharkhand se to google pe ja kar jegras type karke search kiya usi tarah aap jis state se ho waha k asearch karna hai.
3rd Prosses
Website ko open karne ke bad aapko form fill karne ka option mil jayega phir aapko waha pe sara option fill karna hai fill karne ke bad jese name, father’s name, address- iske bad sabse last me sab fill karne ke bad aapko submit karne ka option milega usme click karna hai.
4th prosses
Ab aapka apply kiya huaa police Adhikshak ke office se wapas thana aa jayega tab jakar aapko character certificate milega. yad rahe character certificate aapka thana se hi banta hai.
CHARACTER CERTIFICATE KYA HOTA HAI ?
Yah aapke life ka sabse important certificate hota hai ,yah aesa certificate hai jo aapke charitr ko darsata hai es se yah pata chalta hai ki aap apradhi nhi hai. aaj tak aapne police ke dayre me koi apradh nhi kiya hai jese larae, jhagre chori daketi etc.
![]() |
Character certificate Kaise Banaya Jata hai |
CHARACTER CERTIFICATE KI JARURAT KAHA PARTA HAI ?
Dosto aaj hm yah bhi batayenge ki character certificate ki jarurra kaha kaha par parta hai.
to is certificate ki jarurat hame tab parti hai jab ham apne life me jab kuch hasil karna chate hai or apne Manila ke bahut Karin pahuchne ke bad is certificate ki jarurat parti hai .Yah certificate hamare futures ke liye sabse important hoti hai. Iske bina hm salo se kr rhe mahnat par pani phir sakta hai.
Indian ARMY, BSF,SSB ya koi bhi government job ho ya private in sabhi me iski jarurat parti hai.
How to Apply online character certificate
Es post me aap logo ne sikha ki aap kis prakar se online ya oline character certificate bana sakte hai , Jharkhand character certificate apply online ,apply online character certificate – To aaiye ab aapko online character certificate apply krne ka link dete hai jisse aap jharkhand se officially online character certificate bana sakte hai . Click Here